Tuesday, 31 March 2009

Random Bakwas...kuchh bhi...

ho ho home home home Home TV...
ho ho home home home Home TV...


chic chic chic ..Chiclets


duniya ye duniya Tufan Mail..


HOME TRADE- Life means more!!


mango ka maza asli ye goli mango wali..Mango Bite,Parle Mango Bite..


RAJDOOT-  ek shandar sawari, ek jaandar sawari..


freedom to be...azaadi dil ki...


"I'm cool" chains....


Yakku!!! & Shivdatt ko shaq nahi...


guchchha hai bhai guchchha hai..kahaniyo ka guchchaa hai...
kahani le lo..bin daanto ki daadi amma...---kahani le lo..
guchcha hai bhai guchcha hai....
bhari bharkam ek kahani kele ke chhilke pe fisli,
ek kahani halki fulki ud jaye jo banke titli,
khatti ho to namak laga ke, gale me atke pani le lo..
guchcha hai bhai guchchha hai...


whenever we go for tea on the day of the test match, everybody asks for tea..I ask for TATA Cafe..


bharat hai hamara
hum hai SAHARA


aao milke dekhe aao milke dekhe...
kaun hai kiske next...
yahi hai yahi hai..
ALL THE BEST..ALL THE BEST


Taro: Ek dragon ka beta!!


Take it Take it
bahu khaye to saas na roke 
take it take it
maharani ban ne se koi na roke toke..
take it take it..
homework karo..
take it snappy...
papa beta ..dono happy ..
maar khake villain bole..take it take it..
heroine ke sang dole 
ole ole ole ole ole ole


joote me hai light..
joote me hai light..
la la light ..vo bhi shoe me kaisa hai ye system
Action ka hai ye light system...


PS: I don't drink. 
       Special thanks to Rohit Mishra, Chetna.

9 comments:

  1. :-S an addition:

    jo jhalke, damke damke!!!

    ReplyDelete
  2. another one:

    daanu daanasur.. daanasur...

    ReplyDelete
  3. ye zameen, ye aasmaan....
    hamara kal... hamara aaj...
    hamara kal... hamara aaj...
    buland bharat ki buland tasveer...
    hamaara bajaj.. hamara bajaj..!!


    [p.s. later on, to renew the campaign, 'buland' was replaced with 'naye']

    ReplyDelete
  4. ye baechara... kaam ke bojh ka maara....
    ise chahiye hamdard ka tonic SINKAARA...

    (and then the guy who was shown lazy suddenly breaks a glass wall to show how energetic he is now)

    ReplyDelete
  5. ye baechara... kaam ke bojh ka maara....
    ise chahiye hamdard ka tonic SINKAARA...

    (and then the guy who was shown lazy suddenly breaks a glass wall to show how energetic he is now)

    ReplyDelete
  6. jangle jangle baat chali hai pata chala hai
    chaddi pahan ke fool khila hai fool khila hai.

    ReplyDelete
  7. muh mein RAJINIGANDHA!
    pairon mein duniya!!!

    ReplyDelete
  8. ye shaadi nahin ho sakti... PAN PASAND sir...
    hmmmm....
    (aur shaai ho gayi)

    ReplyDelete
  9. Idhaar-Udhar... dhoonde kidhar... wo haseen pal... Idhar Udhar;
    mil jaayenge, dhoondhe agar, wo haseen pal- idhar udhar

    ReplyDelete